Happy Navratri 2022 Messages in Hindi: The festival of Navratri is celebrated with great enthusiasm in the country. On this occasion, Mother Durga is seated in every house and her devotees keep fasting and worship for nine days. Durga Puja pandals are decorated at many places.
When the festival of Navratri begins, people send messages of Navratri greetings to their acquaintances and relatives. In this way, you can also send congratulatory messages of Navratri to your friends and relatives through messages.
Maa Durga hamesha deti satya ka saath…. Unka prem aur ashirvad banade har bidgi baat….. Navrati ke parv par barsein aap par khushiyan hazaar.
Maa Durga ke charon mein jisne apne aapko samarpit hai kiya, usne apna Jeevan Khushi se hai kiya….Navratri ke nau din bhar dein khushiyan aapke Jeevan mein har din.
Mata ne apna haath jis par bhi rakha hai, uski khushiyon ka, unnati ka, samridhi ka marg khul gaya hai….. Navratri ki dhero badhaiyan.
Is se pehle ki tum vyast ho jao Durga Puja mein, bhej raha hun Maata ka ashirvad aur pyaar…. Sada sukh aur samridhi se raho ghire….. tumhein Jeevan mein har Khushi mile.
Maa Durga sada banaye rakhe apna ashirvad…. De aapko bal, yash, budhi, sukh aur sampannta ka ashirvad…. Navratri ka har din bhara ho harsh aur ullas se…. Mubarak ho aapko ye din khas… Jai Maata Di.
Roz mile Maa ka ashirvad….. Ye Navratri ho aapke aur aapke parivar ke liye bahut khaas…. Sukh, samridhi aur khushiyon se bhare ho ye paawan din…. Sab saath mil kar manayein Navratri ka ye tyohar. Shubh Navratri.
Aato maatha tekein Sheron wali maata ke darbaar me aur maang le unka aashirvaad humare is sansaar mein….. Sharan mein jaakar Maata ki sab dukh dard bhula dein aur baatein khushiyan sab ke saath mein….. Navratri ki shubhkamnayein.
Aap sabko Navratri ke paavan avsar par dhero shubhkamnayein….. yehi kamna hai ki aapke aur aapke parivar ki har kamna purn ho aur deviyon ka aashirvad aap sab par sadev bana rahe…. Shubh Navaratri.
Devi Maa ke shubh kamal aapke ghar mein aayein aur dher saari khushiyan aur aashirvaad aap par barsayein….. Dukh ka ho ant aur sukh ka ho pravah….. Isi kamna ke saath bhej rahe hain Navratri ki anek shubhkamnayein.
Aaj tyohar hai Maa ki araadhna ka…. Aaya hai avsar Maa ke nau rupon ki bhakti ka aur archana ka… Sabhi bidge kaam ab jayenge ban, aao samarpit kar dein apna tan, man aur dhan…. Navratri shubh ho aapke aur apke parivar ke liye.
Maa shakti ka ho aapke ghar mein vaas…. Sabhi sankaton aur kathinaiyon ka ho naash…. Har din ho nayi aasha kiran se bhara…. Navratri ka tyohar le aaye saath khushiyan aur pyar…. Jai Maata Di.
Yehi prarthna hai ki is Navratri Maata aapki chokhat par aayein aur sukh aur samridhi ka haath aap par rakh jayein….. Khushiyon aur hasi se bhara ho Navratri ka ye tyohar….. Hansi khushi manayein aap ise apne parivar ke saath.
Maa Durga dein tumhein shakti aur bhakti ka ashirvad aur bhar dein tumhara jeevan nayi umeed aur harshollas se….. Khushiyon bhara ho Navratri ka tyohar….. Yehi shubhkamnayein bhej rahe hain hazar.
Aao saath mil kar karein Maiyaa ka swagat…. Bhajan aur kirtan se karein unki archana aur pooja…. Intezar ki ghadiyan ab hui hain samapt…. Maata aayi hai humare dwar….. Navratri ki shubhkamnayein.
Shubh hai har din kyunki Maata ka hai ashirvad hum sabhi par…. Khushiyan hai, sukh hai aur samridhi hai kyunki Maata ka hai vaas humare dil mein…. Navratri ki dhero shubhkamnayein aapko aur aaoke parivar ko.
Saath mil kar karein gun gaan Maata ka…. Saath mil kar japein naam Maata ka…. Saath mil kar leen ho jayein Maati ki bhakti mein…. Samarpit kar dein swayam ko Maata ke charano mein… Jai Maata Di.
Shubh ho Navratri ka tyohar hum sabhi ke liye…. Barse Maata ka ashirvad hum sab par…. Khushi aur samridhi se mehke humara jeevan…. Aao sheesh nivayein Maata ke charano mein….. Wishing you Happy Navratri 2022.
Navratri ka tyohar hai avsar shakti poojan ka aur bhakti mein leen hone ka…. In nau din aur nau raaton mein karein Maata ki pooja aur unke aashirvad se le aayein ghar mein khushi aur samridhi…. Navratri ki shubhkamnayein.
Jab jab Maa ko yaad hai kiya, usne apni kripa se humara uddhar hai kiya….. Kalyug mein har dukh ka sahara hai Maa, har sukh ki shuruaat hai Maa…. Happy Navratri 2022.
Mata ke charon mein kabhi nariyal toh kabhi phool hum chadatein hai….. Aur uske dwar se jholiyan bhar kar ashirvad hum laate hain….. Navratri ki shubh kamnayein.
Kabhi naa ho kisi dukh se saamna…. Yehi tamanna hai hai ki tum khushiyon ka daaman thamna…. Navratri laye saath mein dhero khushiyan aur samridhi….. Bass yehi hai tumhare liye meri kaamna…. Navratri ki shubhkamnayein.
Read Also: Happy Baisakhi 2022 Messages
Read Also: Baisakhi 2022 Wishes for Employees
Read Also: Latest April Fool Day 2022 Funny Jokes
आर्यन 13 महीने पहले अमेरिका चले गए थे और ऑबर्न विश्वविद्यालय में एमएस की डिग्री…
Exercise For Men: पुरुषों में होने वाली सारी समस्याओं को दूर करने के लिए 5…
Roti on Direct Flame Cause Cancer: गैस की सीधी आंच पर रोटी सेंकने की आदत…
India News (इंडिया न्यूज़),Bihar News: बिहार की राजनीति में लालू परिवार का विवादों से शुरू…
वीडियो सामने आने के बाद इलाके के स्थानीय निवासियों और ग्राहकों में काफी गुस्सा देखा…
India News(इंडिया न्यूज),Delhi News: दिल्ली में चुनाव को लेकर क्षेत्र की प्रमुख पार्टियों ने तैयार…