Makar Sankranti 2022 Wishes in Hindi : Makar Sankranti is Celebrated on 14th Janurary Every Year. Makar Sankranti is Festival of Happiness. In This Article You will Find Makar Sankranti Wishes in Hindi. Sankranti festival is made with different names in different parts of the country.
Somewhere it is called Makar Sankranti and somewhere Pongal, but after all the beliefs, the logic behind celebrating this festival remains the same and that is the worship and charity of the sun. Today is Makar Sankranti, so let’s know some special things related to this festival.
The entry of Sun into Capricorn is called Makar Sankranti. With the onset of Sankranti, the sun turns Uttarayan. It is believed that when the sun sets from Makar Sankranti, the sunrise of the deities begins and the night begins for the demons when the sun sets. In Uttarayan the days are long and the nights are short.
“Saal ke is pehle parv ko khub zor shor se manayein….. Suraj ki badalti kirano ko khuli baahon se apnayein…. Happy Makar Sankranti to you.”
“Khushiyon ka tyohar hai aaya…. Gur aur til ki bahar hai laya…. Sukh aur shanti, prem aur mitrata se mehke aapka ghar parivar…. Mubarak ho Makar Sankranti ka vaar.”
“Patango ki dhoom machi hai….. Makar ke mahine ki dhoom khili hai….. Sardiyon ka maza aur Makar Sankranti ki masti se shuruat ko aapke naye saal ki.”
“Makar Sankranti ke tyohar par khushiyan aayein aapke ghar dwaar aur kamiyabi bikhere apne rang aapke Jeevan mein is saal…. Makar Sankranti ki hardik badhaiyan.”
“Thand ki yeh subah hai khaas kyunki aaj hai Makar Sankranti ka tyohar….. Patango ke saath, gur aur til ke saath manayein yeh din aur bhi khaas.”
“Gur ki mithas se mehke aapka Jeevan…. Sirf khushiyan aur kamiyabi ke saja ho aapka har din….. Makar Sankranti ke parv ki dher saari shubh manayein.”
“Agar hum til hain toh gur hain aap….. Agar hum mithai hain toh uski mithas hain aap…. Makar Sankranti ke paavan avsar ki dher saari badhaiyan.”
“Saath milkar patang udane ka, hasne aur gaane ka din hai aaj….. Aao is khaas din ko banayein aur bhi khaas….. Aaj hai Makar Sankranti ka tyohar!!!”
“Is subah ki meethi si hai dhoop…. Ismein pyaar hai aur hai garmas…. Makar Sankranti ke tyohar ki aapke aur aapke parivar ho hardik shubh kamnayein.”
“Mausam ka mizaj kuch badla sa hai…..Suraj ki kiron mein Roshni zyada si hai…. Kyunki aaj Makar Sankranti ka tyohar hai….. Mubarak ho yeh tyohar aapko bar bar.”
“Suraj muskura raha hai…. Ped aur paudhe naach rahein hai…. Har or khushali hair aur samridhi hai….. Makar Sankranti ke parv par maahaul khushnuma hai.”
“Makar Sankranti ke parv par yehi hai kaamna ki aapke saare dukh aur dard ho jaayein nasht aur aapki zindagi mein leheraye khushiyan aur sukh…. Happy Makar Sankranti.”
“Gur ki mithas mein kho jaane ka hai Mausam….. Patango se rango ke saath khilkhilane ka hai Mausam….. Makar Sankranti ke parv ki bahut badhaiyan.”
“Har or chaye hain naye rang…. Har dil mein hai nayi umang…. Makar Sankranti ke paavan avsar par aapko dher saari badhaiyan.”
“Saal ke pehle tyohar par aapke aur aapke parivar ho is paavar diwas ki badhaiyan…. Asha hai ki aapke Jeevan mein suraj ki sukhad kiron ka Prakash sada bana rahe.”
“Dil karta hai ki in patango ke saath hum bhi khule Aakash mein ud jayein aur Jeevan ki masti mein kahin kho jayein….. Makar Sankranti ki badhai.”
“Makar Sankranti ke tyohar par yehi kaamna hai ki aapke Jeevan ka aane wala har din ho aur bhi khaas aur aapki zindagi mein bhar de aur bhi mithas…. Happy Makar Sankranti.”
“Suraj ki nayi dhoop se mehke aapka ghar aangan…. Makar Sankranti ka tyohar bhar de aapki zindagi mein naye rang aur nayi umang.”
Read More : Makar Sankranti Quotes 2022 by Sri Sri Ravi Shankar
Read More : History And Importance Of Makar Sankranti वागड़ में कावड गाथा सुनाने की एक और परम्परा हुई लुप्त
Read Also: Makar Sankranti Shayari Status Quotes in Hindi इस तरह करें अपनों को विश
Read Also: Magh Makar Sankranti 2022 माघ मकर संक्रान्ति 14 जनवरी, शुक्रवार को
Read Also: Makar Sankranti 2022 Inspirational Quotes
India News (इंडिया न्यूज),Pilibhit News: पंजाब के आतंकवाद की झलक पीलीभीत में एक बार…
India News (इंडिया न्यूज), Jaipur Engineer Suicide: जयपुर में आत्महत्या का एक दिल दहला देने…
India News (इंडिया न्यूज), Bihar Robbery: कटिहार जिले के सिमरा बगान क्षेत्र में शनिवार की…
India News (इंडिया न्यूज), Delhi Elections 2025: दिल्ली विधानसभा चुनाव 2025 में कांग्रेस ने नई…
India News (इंडिया न्यूज),UP News : उत्तर प्रदेश के बुलंदशहर के पहासू में इंडिया न्यूज़…
Liver Health Tips: भागदौड़ भरी जिंदगी में हम अक्सर स्वास्थ्य संबंधी चेतावनियों पर ध्यान नहीं…